Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand Bakshi
HomeAnand Bakshi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dilruba aa meri baahon mein aa dilruba aa meri baahon mein aa baahon mein kya in nigaahon mein kya main tere dil mein piya dilruba aa meri baahon mein aa baahon mein kya in nigaahon mein kya main tere dil mein piya mausam ne jaado kiye itni khushi kis liye mausam ne jaado kiye aaj shaam tu mere paas hai tu paas hai phir bhi piyaas hai is piyaas mein pyaar ka hai mazaa tujhko nahin ye pata dilruba do din zamaana hai ye achha bahaana hai ye do din zamaana hai ye ye bahaar to chali jaayegi chali jaayegi phir waapas aayegi rut ke issi aane jaane mein hi jeevan guzar jaayega dilruba aa meri baahon mein aa baahon mein kya in nigaahon mein kya main tere dil mein piya
din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge mat sharmaao aa jaao mat sharmaao aa jaao meri baahon mein dekho apni tasveer meri nighaahon mein kya hua gar kaanten hain apni raahon mein apni raahon mein inn raahon mein phool bikharte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena tumko humne maan liya rabb tum jaano tumko humne maan liya rabb tum jaano hum ye jaane baaki sab tum jaano kya kehna hai kya nahin ye ab tum jaano ab tum jaano tum jo kahoge hum wo karte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena dukh sukh
jab jab jab jab jab jab jab baaje yaadon ki bansi tab tab dil udd jaaye ban ke geeton ke panchhiii la la la la la la la la la la la lala la la la la zanjeer zanjeer zanjeer hai paanv mein pahare hain fizaon mein phir bhi udate phirte hain phir bhi udate phirte hain in badmash hawaaon mein premiyon ke sachche geeton ke panchhiiii ding dong sing a song banti batein bigde to baag baharein ujde to kabhi kabhi dar lagta hai aaj mile kal bichhde to ae banti batein bigde to baag baharein ujde to kabhi kabhi dar lagta hai aaj mile kal bichhde to mile kahaan mile kahaan pardesi meeto ke panchiiii ding dong sing a song la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la teeron se na oonchi roke gaye na logon se yaar jaa mile yaaron se teeron se na oonchi roke gaye na logon se yaar jo mile yaaron se duniyaan se na haare jeeton ke panchhiii ding dong sing a song zuzum ding dong aaj ki shaam kaa pyaar ke naam ka la la la la la la la la la la la
diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain phool khilte hain badi mushkil se magar duniya mein dost milte hain diye jalte hain jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal burra hota hai jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal burra hota hai dil pe yaadon ke jaise teer chalte hain haan haan haan diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain iss rang roop pe dekho hargiz naaz na karna jaan bhi mange yaar to de dena naraaz na karna rang udd jaate hain dhoop dhalte hain hmm hmm hmm diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain daulat aur jawani ik din kho jaati hai sach kehta hoon saari duniya dushman ho jaati hai umr bhar dost lekin saath chalte hain hmm hmm hmm diye jalte hain phool khilte hain badi mushkil se magar duniya mein dost milte hain diye jalte hain
Do Dilon Ki
do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are aag paani mein laga de zara si dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are laaj ka ye ghunghat utha de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai saakiyaa reeeeeeee saathiyaaaa are are are are pyaar thoda is mein mila de sharaabi dekh phir hota hai kya
la la la la la la la la la la la lala la la la la lala la la la la la la la la la la la la la la laaa aamore miyon to vai saitu dis torchar kandhro tai soro miyon hmm hmm la la la la la laaa do lafzon ki hai dil ki kahaani yaa hai mohabbat yaa hai jawaani do lafzon ki hai dil ki kahaani yaa hai mohabbat yaa hai jawaani la la la la la la la la la la dil ki baaton ka matlab na poochho kuchh aur hum se bas ab na poochho dil ki baaton ka matlab na poochho kuchh aur hum se bas ab na poochho la la la la la la la la la la jis ke liye hai duniya diwani yaa hai mohabbat yaa hai jawani ye kashtiwala kya gaa rahaa tha koi isse bhi yaad aa rahaa tha ye kashtiwala kya gaa rahaa tha koi isse bhi yaad aa rahaa tha la la la la la la la la la la kisse puraane yaaden purani yaa hai mohabbat yaa hai jawani iss zindagi ke din kitne kam hain kitni hain khushiyaan aur kitne ghum hain iss zindagi ke din kitne kam hain kitni hain khushiyaan aur kitne ghum hain la la la la la la la la la
do mastaane do deewaane ik main hoon ik tu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu do matwaale do dilwaale ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku saath chale hum yun jaise saath patang ki door chhod ke pichhe duniyaa ko jaane chale kis oor oooo saath chale hum yun jaise saath patang ki door chhod ke pichhe duniyaa ko jaane chale kis oor oooo raahi akele do albele ik main hoon ik tu kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru kuu do mastaane do deewane ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku ab chaahe ye sapna ho maine to sach maana aa tu hi mera saajan hai maine tujhe pehchaanaa aaaa ab chaahe ye sapna ho maine to sach maana aa tu hi mera saajan hai maine tujhe pehchaana deepak baati jeevan saathi ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku do mastaane do deewane ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku
do rang duniyaa ke aur do raaste do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste soch samjh ke paanv rakhe samjha do har deewane ko samjha do har deewane ko ik rasta mandir ko jaaye ik jaaye maikhaane ko ik jaaye maikhaane ko rastaa bhool naa jaaye raahi dhokha naa khaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste ek hain aise log jo auron ki khaatir jeete hain auron ki khaatir jeete hain dusre wo jo apni khatir apnon ka khoon bhi peete hain apnon ka khoon bhi peete hain koi phool khilaaye koi kaante bikhraaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste aur do raaste aur do raaste
ho raamaa reee hoo raamaa doli mein bithai ke kahaar doli mein bithai ke kahaar laaye mohe sajanaa ke dwaar oo doli mein bithai ke kahaar beete din khushiyon ke chaar deke dukh man ko hazaar oo doli mein bithai ke kahaar mar ke nikalnaa thaa oo mar ke nikalnaa tha ghar se saanvariyaa ke jite jee niklna pada oo phoolon jaise paanvon mein pad gaye chhaale re kaanton pe jo chalanaa pada patajhar oo ban gayi patajhar o ban gayi patajhar bairan bahaar doli mein bithai ke kahaar jitne hain aansu meri oo jitne hain aansu meri ankhiyon mein utnaa nadiyaa mein naahin re neer oo likhne waale tune likh di ye kaisi meri tooti nayyaa jaisi taqadeer uthaa maajhi oo maajhi uthaa maajhi o maajhi re uthaa maajhi uthe patavaar doli mein bithai ke kahaar tootaa pahale mere man oo tootaa pahale man ab choodiyaan tooti huye saare sapane yun choor kaisaa hua dhokha aayaa pawan kaa jhonkaa mit gayaa mera sindur lut gaye o raamaa lut gaye o raamaa mere lut gaye solah shringaar doli mein
dil ki gehraaiyon tak nazar jaati hai teer ban kar jigar mein utar jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai raaz e dil ab chhupaane se kya faayda raaz e dil ab chhupaane se kya faayda iss lagi ko bhujhaane se kya faayda kya faayda aag bhujh jaati hai cheez jal jaati hai aag bhujh jaati hai cheez jal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai kya hua gar shikaayat ka mauka diya kya hua gar shikaayat ka mauka diya sab ne achchha kiya humko dhoka diya humko dhoka diya zindagi ladkhada kar sambhal jaati hai zindagi ladkhada kar sambhal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal
hoo parapa viruru tarara viru tiru tiru ta tirutu ra tiruru ra doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se shaan se shaan se
doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston hoo aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain haan aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain aare tum jaisa kaun hai koi nahin hothon ko hothon ko hothon ko hothon ka paigaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho hay doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye ho kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye iss dil ka aitbaar koi nahin dil waalon dil waalon dil waalon ye dile badla mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston ho baaton se bante hain afsaane thode se hum sab hain deewaane haan baaton se bante hain
dream girl dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl kahin to milegi kabhi to milegi aaj nahin to kal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl kahin to milegi kabhi to milegi aaj nahin to kal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl lipti gulaabon mein simti hizaabon mein lipti gulaabon mein simti hizaabon mein khaabon mein aati hain bheegi sharaabon mein paas rehti hai wo pal do pal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl jab dekhti hai woh main dhoondh loonga to jab dekhti hai woh main dhoondh loonga to shabnam ghata chandani ban jaati hai doston rang roop leti hai woh badal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl ghum se bikhar jaaun ji se guzar jaaun ghum se bikhar jaaun ji se guzar jaaun kya teri
lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la hey hey hey hey hey hey hey hey suno ji suno unhen pakado jo zamaane mein ghum bechte hain humein chhodo saari khushiyaan is zamaane mein hum bechte hain are kaahe ko tu ro rahi hai dulhan maike chali gori ki doli saji hai dulhan maike chali gori ki doli saji hai dulhan maike chali naachungi gaaungi are main nahin jaaungi naachungi gaaungi main nahin jaaungi lala la lala la lala la lala la haaan para pa pa para pa pa pa pa raaa pa pa pa paraaaaa laao gajra laao gajraa zara maathe pe bindiya lagaa do re chhodo saiyaan meri baiyaan mere mukhde pe ghungata gira do are baabul ki yaad aa rahi hai dulhan maike chali gori ki doli saji hai dulhan maike chali maike chali pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa aankhen to kholo ji munh se to bolo ji aankhen to kholo ji munh se to bolo ji lala la lala la lala la lala la haaan para pa pa para pa pa pa pa raaa pa pa pa paraaaaa
dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam hare krishna hare ram dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam tu turu tu tu tu tu tu aeeee tara tara tara tara tara ra duniya ne humko diya kya duniya se humne liya kya hum sab ki parwah karein kyun sab ne hamaara kiya kya duniya ne humko diya kya duniya se humne liya kya hum sab ki parwah karein kyun sab ne hamaara kiya kya aah aah aah aah dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam hare krishna hare ram dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam hare krishna hare ram chaahe jiyenge marenge hum na kisi se darrenge hum ko na roke zamaana jo chaahenge hum karenge chaahe jiyenge marenge hum na kisi se darrenge hum ko na roke zamaana jo chaahenge hum karenge aah aah aah aah dum maaro dum mit jaaye ghum bolo subh shaam hare krishna hare ram
ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa duniya hai ho ho ho kahin aisa na ho khula reh jaye koi jharoka udd jaye panchhi tod ke pinjra de jaye dhoka ho ho ho kahin aisa na ho khula reh jaye koi jharoka udd jaye panchhi tod ke pinjra de jaye dhoka aisaa bhi aji kya aitbaar suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa duniya hai suno ye nahin hai dekha hai ye maine apni nazar se suno ye nahin hai dekha hai ye maine apni nazar se wo jo hai na woh wo jo hai na woh haan kaise bhala naam loon chup hoon main dar se kisse hain uske beshumaar suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar soch samajh ke zara pyaar
ho kaisa tera pyaar kaisa gussa hai tera kaisa tera pyaar kaisa gussa hai tera tauba sanam tauba sanam tauba sanam tauba sanam are jaisa mera pyaar waisa gussa hai mera teri kasam teri kasam teri kasam teri kasam ik dillagi maine ki thi tune to dil pe laga li hooo ik dillagi maine ki thi tune to dil pe laga li shishe jaisa toota aise jo tu rootha shishe jaisa toota aise jo tu rootha aisa hua kya sitam tauba sanam tauba sanam tauba sanam tauba sanam lalalala lalalala main ek tera deewana dekhe tujhe kyun zamana main ek tera deewana dekhe tujhe kyun zamana dekhe mere naina dil mein chhupke rehna ho dekhe mere naina dil mein chhupke rehna rakhna na bahar kadam meri kasam meri kasam meri kasam meri kasam tauba sanam tauba sanam apni khata maine maani ab chhod bhi ye kahani hooo apni khata maine maani ab chhod bhi ye kahani tu bhi muskura de mujhe bhi hasa de tu bhi muskura de mujhe bhi hasa de o mere achchhe balam meri kasam meri kasam meri kasam meri kasam hoo kaisa
duniyaa ka mela mele mein ladki ladki akeli shanno naam uska duniyaa ka mela mele mein ladki ladki akeli shanno naam uska gaal uske gulaabi chaal uski sharaabi o baabu o laala sab ko salaam uss ka duniyaa ka mela mele mein ladki ladki akeli shanno naam uska tauba o meri tauba karte hain sab ishaare tauba o meri tauba kiski taraf wo dekhe aashique hai uss ke saare kiski taraf wo dekhe ooooo ooooo oooo sabki aankhon mein bas ke sabko dekhe wo hans ke sabka dil behlaana jo thehraa kaam uss ka duniyaa ka mela mele mein ladki ladki akeli shanno naam uska kehte hai log uski jaadoo bhari hai baaten kehte hai log uski aankhon mein har kisi ki katne lagi hain raaten aankhon mein har kisi ki ooooo ooooo oooo neend uss ki udaaye chain uss kaa churaaye aaj kal shahar mein hai charcha aam uska duniyaa ka mela mele mein ladki ladki akeli shanno naam uska gaal uske gulaabi chaal uski sharaabi o baabu o laala sab ko salaam uss ka duniyaa ka mela mele mein ladki ladki akeli shanno
duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai logon ka ghum dekha to main apna ghum bhool gaya duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai logon ka ghum dekha to main apna ghum bhool gaya duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai koi ek hazaaron mein shayad hi khush hota hai koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai ghar ghar mein yeh matam hai mera ghum kitna kam hai iska hai rang roop yahi isko jeevan kehte hain kabhi hansi aa jaati hai kabhi ye aansoo behte hain kabhi hansi aa jaati hai kabhi ye aansoo behte hain humm dukh sukh ka ye sangam hai mera ghum kitna kam hai duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai logon ka ghum dekha to main apna ghum bhool gaya duniya mein kitna ghum hai mera ghum kitna kam hai sab ke dil mein sholey hain sab ki aankh mein paani hai jis ko dekho uske paas ik dukh bhari kahaani hai jis ko dekho uske paas ik dukh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dilruba Aa Meri Baahon Mein Aa Yehi Hai Zindagi (1977) 06:39 31096
 
Poster of Yehi Hai Zindagi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Seema Deo
Duration : 06:39   Song Number : 31096   

Din Mahine Saal Avtaar (1983) 06:29 20386
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 06:29   Song Number : 20386   

Ding Dong Baby Sing Hero (1983) 08:46 32514
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:46   Song Number : 32514   

Diye Jalte Hain Namak Haraam (1973) 03:40 20391
 
Poster of Namak Haraam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan
Duration : 03:40   Song Number : 20391   

Do Dilon Ki Dil Kya Kare (1999) 05:37 36565
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Mahima Choudhary, Ajay Devgan
Duration : 05:37   Song Number : 36565   

Do Ghoonth Mujhe Bhi Jheel Ke Us Paar (1973) 04:51 20394
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 04:51   Song Number : 20394   

Do Lafzon Ki Hai Dil The Great Gambler (1979) 05:59 20396
 
Poster of The Great Gambler (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 05:59   Song Number : 20396   

Do Mastaane Do Deewaane Main Sundar Hoon (1971) 04:54 13658
 
Poster of Main Sundar Hoon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:54   Song Number : 13658   

Do Rang Duniyaa Ke Do Raaste (1969) 04:42 13149
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:42   Song Number : 13149   

Doli Mein Bithai Ke Amar Prem (1971) 05:41 20399
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 05:41   Song Number : 20399   

Doston Mein Koi Baat Prem Kahani (1975) 03:56 20405
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:56   Song Number : 20405   

Doston Se Pyaar Kiya Shaan (1980) 03:29 18227
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Amitabh Bachchan
Duration : 03:29   Song Number : 18227   

Doston Tum Sabko Yudh (1985) 05:31 18397
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:31   Song Number : 18397   

Dream Girl Dream Girl (1977) 06:09 13186
 
Poster of Dream Girl (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:09   Song Number : 13186   

Dulhan Maike Chali Manoranjan (1974) 05:16 32115
 
Poster of Manoranjan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Zeenat Aman, Others
Duration : 05:16   Song Number : 32115   

Dum Maro Dum Hare Rama Hare Krishna (1971) 04:24 20411
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 04:24   Song Number : 20411   

Duniya Hai Bewafa Amar Deep (1979) 04:49 11235
 
Poster of Amar Deep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 04:49   Song Number : 11235   

Duniya Isi Ka Naam Hai Love Story (1981) 05:26 32658
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:26   Song Number : 32658   

Duniya Ka Mela Raja Jani (1972) 03:22 14044
 
Poster of Raja Jani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:22   Song Number : 14044   

Duniya Mein Kitna Ghum Hai Amrit (1986) 05:45 12660
 
Poster of Amrit (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:45   Song Number : 12660   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi